भारत की संस्कृति के लिए... भाषा की उन्नति के लिए... साहित्य के प्रसार के लिए

Changes

Kavita Kosh से
यहाँ जाएँ: भ्रमण, खोज

चौपाल

2 bytes removed, 12:13, 15 जून 2010
:: main kavita kosh team ko sujhaav dena chaahunga ki is tarah ke lekh kavita kosh mein shamil naa karein. Jaisa ki kosh ki neetiyon mein likhaa gaya hai kavita kosh kisi bhi rachnakaar kaa moolyankan nahi karta. Asad Zaidi sahab ki kuchh rachnaae haal ke dino mein bahas kaa vishay rahi hain. Lekin kosh ko is baare mein nishpaksh rahanaa chaahiye. Aise vishayo par bahas ke liye jaal par aur bahut se sthaan hain. Kosh ki chaupaal mein rachnaao aur rachnaakaaro par charcha theek hai lekin aise vivaado mein padna shayad kosh ki garima ke anookool shayad na ho.
::Yadi sambhav ho to kavita kosh team is sujhaav par vichaar kare. saadar. --[[सदस्य:सम्यक|सम्यक]] १४:१९, १६ जुलाई २००८ (UTC)
Meri kavitaon ka jo page abhi dikh raha hai usme tin char kavitaian chutin hain,jo pahle shamil thin,mera nam bhi aadaha dikh raha hai aur use klik karne per ek kavita dikh rahi hai,kripia ise dekh lenge-Aruna Rai
वेणु गोपाल की दो कविताओं खतरे व और सुबह है,में कविताओं के शीर्षक गलत पड गए थे उन्‍हें सुधारने में सुबह है कविता पता नहीं कहंा चली गयीजरा देख लेंगे, हवाएं चुप नही रहतीं में भी और सुबह है कविता शीर्षक के साथ खतरे कविता है इन्‍हें देख लेंगे-कुमार मुकुल