भारत की संस्कृति के लिए... भाषा की उन्नति के लिए... साहित्य के प्रसार के लिए

"सदस्य:Sajid hashmi" के अवतरणों में अंतर

Kavita Kosh से
यहाँ जाएँ: भ्रमण, खोज
(Ghazal)
 
छो
 
पंक्ति 4: पंक्ति 4:
 
Aman wale samhaal kar rakhna
 
Aman wale samhaal kar rakhna
 
Kuchh ujaale samhaal kar rakhna
 
Kuchh ujaale samhaal kar rakhna
 +
  
 
Jane kab desh ko zaroorat ho
 
Jane kab desh ko zaroorat ho
 
Kuchh jiyale samhaal kar rakhna
 
Kuchh jiyale samhaal kar rakhna
 +
  
 
Sach ki tazeem bhi zaroori hai
 
Sach ki tazeem bhi zaroori hai
 
Munh ke chhale samhaal kar rakhna
 
Munh ke chhale samhaal kar rakhna
 +
  
 
Bhookh ka imtehaan hona hai
 
Bhookh ka imtehaan hona hai
 
Kuchh niwale samhaal kar rakhna
 
Kuchh niwale samhaal kar rakhna
 +
  
 
Baagh walon se jab bhi ghabraao
 
Baagh walon se jab bhi ghabraao
 
Dasht wale samhaal kar rakhna
 
Dasht wale samhaal kar rakhna
 +
  
 
Josh ke daur me yahaan “SAJID”
 
Josh ke daur me yahaan “SAJID”
 
Hosh wale samhaal kar rakhna
 
Hosh wale samhaal kar rakhna

09:49, 21 दिसम्बर 2008 के समय का अवतरण

मोटा पाठ

  Ghazal

Aman wale samhaal kar rakhna Kuchh ujaale samhaal kar rakhna


Jane kab desh ko zaroorat ho Kuchh jiyale samhaal kar rakhna


Sach ki tazeem bhi zaroori hai Munh ke chhale samhaal kar rakhna


Bhookh ka imtehaan hona hai Kuchh niwale samhaal kar rakhna


Baagh walon se jab bhi ghabraao Dasht wale samhaal kar rakhna


Josh ke daur me yahaan “SAJID” Hosh wale samhaal kar rakhna