Changes

चौपाल

715 bytes added, 16:47, 30 जून 2008
[[सदस्य:Sumitkumar kataria|सुमितकुमार कटारिया]]([[सदस्य वार्ता:Sumitkumar kataria|वार्ता]]) १५:१९, ३० जून २००८ (UTC)
 
Priya Sumit,
 
 
1) Viram chinh me aapka tareeka sahee hai. Ise kosh ke manako wale panne par jod diya jayega.
 
2) kavita aur kavita sangrah ka naam ek hone par ham jaldi hi manak bana lenge. काल तुझ से होड़ है मेरी (कविता संग्रह) ka tareeka mujhe achhchha laga. Kintu is vishay pe KK team baat karake hi nirnay legi.
 
3) Kavi ka naam nahee badalane ka manak bhee manako wale panne par jod diya jayega.
 
4) hindi interface me kya parivartan chahiye mai samjah nahee pai!!! Kya aap spem wali error ke bare me baat kar rahe hai?
 
 
Saadar,
 
[[सदस्य:Pratishtha|प्रतिष्ठा]] १६:४७, ३० जून २००८ (UTC)pratishtha
==वर्तनी-सुधार==