Last modified on 5 फ़रवरी 2011, at 15:51

वार्ता:चौपाल

Chandra36 (चर्चा | योगदान) द्वारा परिवर्तित 15:51, 5 फ़रवरी 2011 का अवतरण

Return to "चौपाल" page.

pria mitron,

"pran tum kyao maun ho, Kuch gungunao" Is kavita ke kavi aur uske sangrah/ pustak ke sandarbh me jankari chahiye

Mai is blog me naya hun, aur is bare me adhik jankari nahi rakhta. Mujhe Bahut pahle padhi ek kavita ki kuch panktiya hi yad aa rahi hai, Kripaya kisi ke pas iski vistrit jankari ho to mere e-mail address- amitpandey_rgh@yahoo.com me bhejne ki kripa karen.

Kavit ki pankti jo mujhe yad hai "pran tum kyao maun ho, Kuch gungunao"

Amit Pandey

priy Kavita Rasik,

Mere Grand pa ko nimnokt 2 kavitayen kavita kosh mein chahiye ! 1. Subhadra kumari chauhan rachit " Rani Padmini ka jauhar " 2. Kavita jiske kuchh shabd hain " Badalta rahata hai samay, uskee sabhee ghatey nayee, aaj kam aatee nahi, kal kee bate kayee.

yadi koi mitra inhen yahan preshit kar den to mein, mere dadu avam unke ek internet mitra,( jinhone ukt kavitayen Dadu se mangee hai ) sabhee hrday se aabharee honge !

= AApkee KITTU