KAAMYABI rone se kisi ki takdeer nahi banti wakt se pahle raat bhi nahi dhalti dusro ki kaamyabi lagti hai aasan magar ki kaamyabi sadak par padi nahi milti har shikasht se jo tutkar sambhal gaya fir kaun se gida baat ahi banti haath baandhkar baithne se pahle soch aye insaan apne aap koi zindagi nahi sawarti rone se kisi ki takdeer nahi banti wakt se pahle raat bhi nahi dhalti.