{{KKRachna shabdon ke spunt mein | omprakash sarswat Badh. Jahan aadami aadami ke khilaf Istemal hone lag jaye Jahan manav Pashuta dhone lag jaye Wahan aadami ko aadami Aor pashu ko pashuta kehana Bhi bemani hai Yeh shabdon ko
Shabdon ke mathey bher marna hai
Arthahin aatma kid eh per Aaj jabki shabd Brahm hone ko tayar nahein Tab main Shabd ko kaise rok sakta hoon Jabki main aapko bhi to tok nahein sakta ki Shano ke sang Bister per khelana aor bat hai Aor manushyon ke sath Dharati per sona aor bat
</poem>Mukesh Negi