भारत की संस्कृति के लिए... भाषा की उन्नति के लिए... साहित्य के प्रसार के लिए

"पूरब और पश्चिम / है प्रीत जहाँ की रीत सदा" के अवतरणों में अंतर

Kavita Kosh से
यहाँ जाएँ: भ्रमण, खोज
(ye adbhut geet "purab aur paschim" film se hai. ise gaaya tha swargiye sri "mahendra kapoor" ne aur filmaya gaya tha mahaan kalakar "manoj kumar" par)
(कोई अंतर नहीं)

00:45, 8 मार्च 2009 का अवतरण

hai preet jahan ki reet sada

jab zero diya mere bharat ne bharat ne mere bharat ne duniya ko tab ginti aayee taron ki bhasha bharat ne duniya ko pehle sikhlayee deta na dasamlav bharat to yun chand pe jaana mushkil tha dharati aur chand ki doori ka andaaza lagaana mushkil tha sabhyata jahaan pehle aayee sabhyata jahaan pejle aayee pehle janmi hai jahan pe kala apna bharat wo bharat hai jiske peechhe sansar chala sansar chala aur aage badha yun aage badha badhta hi gaya bhagwaan kare ye aur badhe badhta hi rahe aur phoole phale badhta hi rahe aur phoole phale

hai preet jahan ki reet sada hai preet jahan ki reet sada hai preet jahan ki reet sada main geet wahan ke gaata hoon bharat ka rahne wala hoon bharat ki baat sunata hoon hai preet jahan ki reet sada

kaale gore ka bhed nahi har dil se hamara naata hai kuchh aur na aata ho humko hamen pyaar nibhana aata hai jise maan chuki saari duniya ho jise maan chuki saari duniya main baat main baat wahi doharata hoon bharat ka rahne wala hoon bharat ki baat sunata hoon hai preet jahan ki reet sada

jeetey ho kisi ne desh to kya humne to dilon ko jeeta hai jahan ram abhi tak hai nar mein nari mein abhi tak sita hai itne pawan hai log yahan ho itne pawan hai log yahan main nit nit main nit nit sheesh jhukata hoon bharat ka rahne wala hoon bharat ki baat sunata hoon hai preet jahan ki reet sada

itni mamta nadiyon ko bhi jahan mata keh ke bulate hain itna aadar insan to kya patthar bhi poojey jaate hain us dharati pe main ne janam liya ho us dharati pe main ne janam liya ye soch ye soch ke main itaraata hoon bharat ka rahne wala hoon bharat ki baat sunata hoon hai preet jahan ki reet sada