भारत की संस्कृति के लिए... भाषा की उन्नति के लिए... साहित्य के प्रसार के लिए
"सदस्य:Ravikant rahi" के अवतरणों में अंतर
Kavita Kosh से
(New page: == khandar bache huye hai == khandar bache huye hai imarat nahi rahi achcha hua ki sar pe koi chchat nahi rahi kaise masalein le ke chale teeragi mein aap jo roshni thi woh bhi salamat n...) |
(→khandar bache huye hai) |
||
पंक्ति 1: | पंक्ति 1: | ||
== khandar bache huye hai == | == khandar bache huye hai == | ||
+ | |||
+ | [[khandar bache huye hai ]] | ||
khandar bache huye hai imarat nahi rahi | khandar bache huye hai imarat nahi rahi | ||
achcha hua ki sar pe koi chchat nahi rahi | achcha hua ki sar pe koi chchat nahi rahi | ||
+ | |||
kaise masalein le ke chale teeragi mein aap | kaise masalein le ke chale teeragi mein aap | ||
jo roshni thi woh bhi salamat nahi rahi | jo roshni thi woh bhi salamat nahi rahi | ||
+ | |||
kuch doston se viase marashim nahi rahe | kuch doston se viase marashim nahi rahe | ||
kuch dushmanoo se vaisi adawat nahi rahi | kuch dushmanoo se vaisi adawat nahi rahi | ||
+ | |||
mere chaman mein koi naseman nahio raha | mere chaman mein koi naseman nahio raha | ||
ya yun kahoo ki wark ki dahsat nahi rahi | ya yun kahoo ki wark ki dahsat nahi rahi | ||
+ | |||
himmat se sach kahoo to bura mante hai log | himmat se sach kahoo to bura mante hai log | ||
ro-ro ke baat kahne ki adat nahi rahi | ro-ro ke baat kahne ki adat nahi rahi | ||
+ | |||
humko khabar nahi thi hame ab pata chala | humko khabar nahi thi hame ab pata chala | ||
is mulk mein hamari hukumat nahi rahi | is mulk mein hamari hukumat nahi rahi | ||
+ | |||
hamne tamam umra akele safar kiya | hamne tamam umra akele safar kiya | ||
hum pe kisi khuda ki inayat nahi rahi | hum pe kisi khuda ki inayat nahi rahi |
14:12, 28 जुलाई 2008 का अवतरण
khandar bache huye hai
khandar bache huye hai imarat nahi rahi achcha hua ki sar pe koi chchat nahi rahi
kaise masalein le ke chale teeragi mein aap jo roshni thi woh bhi salamat nahi rahi
kuch doston se viase marashim nahi rahe kuch dushmanoo se vaisi adawat nahi rahi
mere chaman mein koi naseman nahio raha ya yun kahoo ki wark ki dahsat nahi rahi
himmat se sach kahoo to bura mante hai log ro-ro ke baat kahne ki adat nahi rahi
humko khabar nahi thi hame ab pata chala is mulk mein hamari hukumat nahi rahi
hamne tamam umra akele safar kiya hum pe kisi khuda ki inayat nahi rahi