भारत की संस्कृति के लिए... भाषा की उन्नति के लिए... साहित्य के प्रसार के लिए
SAZDA........
Kavita Kosh से
Devinder Singh (चर्चा | योगदान) द्वारा परिवर्तित 13:20, 10 मार्च 2011 का अवतरण (नया पृष्ठ: Apne ghar se nikla Uske ghar ki ore jaane ke liye Nahi chale Kadam mere Saari duniya hi to hai ghar us-ka Sazda karne pahuncha jab us-ke darbar mein haath failaye huye …)
Apne ghar se nikla Uske ghar ki ore jaane ke liye
Nahi chale Kadam mere Saari duniya hi to hai ghar us-ka
Sazda karne pahuncha jab us-ke darbar mein haath failaye huye
Kaise karoon sazda Yeh sir bhi to usi ka hai diya huaa
Uthhe reh gaye haath mere Shukrana us-ka karne ke liye
Nahi mil rahe lafz mujhko Us khuda ki tareef ke liye
Padda huaa hoon sazde mein us Pak-Parvidgaar ke
Nahi kar paaya sazda us-ka, Be-bas hoon apne is haal pe
By Devinder Singh………