भारत की संस्कृति के लिए... भाषा की उन्नति के लिए... साहित्य के प्रसार के लिए

Changes

Kavita Kosh से
यहाँ जाएँ: भ्रमण, खोज

वार्ता:सुझाई गयी कविताएं

477 bytes added, 08:56, 28 जुलाई 2006


'''Saagar Ki Lahron Ka
Saagar Se Alag Hona
Uthna, Girna
Fir Usi Me Samaa Jana.

Gahan Andheri Raato Me
Aanshuo Ka Dhulkana
Deepak Ka Jalna
Hazaro Toofano Se Ladna.

Moti Ki Tarah
Pyase He Rahna
Samndar Me He Rona
Har Bond Ka Chhin Jana.

Mosam Ka Jhuthe
Sapne Dikhana
Rahon Me Meri
Kaliyan Bichhana.

Meri Fitrat He
Tumhen Chahna
Kitni Bhi Dur Jana
Palat Kar Jarur Aana.

Sukhe Foolon Ka
Havao Me Bikharna
Teesh Bhari Yadon Ka
Kaleze Me Utarna. (RandhirSingh) Sarita
Anonymous user